Urdu Poetry

kuch log kehte thay ke har mourr pay yaad karen ge aap ko
lekin shayad inka poora rasta hi seedha tha na mourr aaya na hmm yaad aye


******

aao ghaflat ke kisi jhulay mein jhoola jaye
rooh mein utre howaylogon ko bhola jay


******

husn Yousuf sa ho ya soorat bilal jaisi
dosti rooh se ho to har roop kamaal lagta hai


******

dost dost nahi dil ki wafa ho te hain
mehsoos tab hotay hain jab woh judda hotay hain


******

kabhi to milan ka Khudaaya banay kُchh
bahana, waseela, zarea waghera


******

mein aaj zad pay agar hoon, to khush gumaan nah ho !
chairag sab ke bujheen ge, howa kisi ki nahi


******

Yaar ke dِ didaar ki tajallii to dekhiye
pathar ko bhi aankh ka Surma bana diya


******

kash rooh ki jagah' tum' hotay mere jism mein
jab' tum' chore ke jatay _____ hum mar to jatay


******

yeh ibtaday rog he ya inthaay ishhq
tum mubtalay dard ho hmm mubtalay ishhq
har rang mein milein ge tumhen hmm raqeeb jaan
hmm badshahِ ishhq hain, hmm hain gdaye ishhq
yeh wird chahatoon se bhi agay nikal gaya
hmm arzoo jo karte rahay hain sana-e-ishhq