mein ne jis baat pay tora tha talluq is se
kya tamasha hai ke woh baat usay yaad nahi
******
jin ki khushbu udas karti thi
woh bhi gagray sambhaal kar rakhay glandorf
sard Mehri ki aakhri had hai
ab to kehta koi, nahi bhi nahi
pehli baar jab is se bicharna tha mujhe
aakhri baar hon mein is se kayi baar mila
ab agar mein nahi to kon hai woh
ab tumhen chain kis se milta hai
ab –apne saaye ko dekho ge dostoo! kab tak
nazar ghumao ke mein ne diya banaya hai
y marey abre karam dekh yeh virana jaan
kya kisi dasht pay to ne kabhi barish nahi ki
yeh mere shehr-e kharabi mein basnay walay log
ajeeb hain ke sar-e daar jhoot boltay hain
0 Comments