vird duroood pak ka mein karta chala gaya
bigra sun-hwa jo kaam tha bantaa chala gaya
un ke huzoor jab sir tasleem khham kya
phir apna sir utha ke mein chalta chala gaya


******

Umar bhar ki riyazat ka lahoo lagta hai
itna aasaan nahi Hafiz quran hona


******

mere Allah mere dil ko itna pakeeza kar day
teri arzoo ke siwa dil mein koi tamanna nah rahay
teri manoo tujhe chahoon teri arzoo karoon
is ke siwa zindagi mein koi khwahish nah rahay ?


******

wahid allah ki mohabbat hai
jo har matlab se pak hai


******

ishhq jab rigg rigg _________ mein samata hai
rawan phir galiyo mein _____ Raqs yaar hota hai


******

ya to qabuliat ka tareeqa seekha mujhe
ya mere dil ko bandh day apni Raza ke sath


******

mein jab bhi sochta hon, kpkpa sa jata hai
huzoor aap mere wastay bhi roye thay


******

taqseem ki ALLAH ne jab rahmaten
hamaray hissay mein Mohammad (PBUH) aaye